Powered By Blogger

Friday, February 5, 2010

when will i m grow up ?

mohbbat ka paigam aaj pad liya humne
jo kabhi na kiya wo ker liya humnehumne
aaj unhe apni bahoo me bher liya humne
khob jala jamana jab se unhe pyar kiya humne
jindgi ke safar me manjil ko paa liya humne
mer-2 ke kisto me bahut ji liya humne
pyar se jindgi hai aaj samaj liya humne
jab se unhe dekha yadoo me basa liya humne
itna chaha unkoki khud ko bhula diya humne
kohre bhari sardi me us din intjar kiya humne
jindgi ko saugat janker anmol bana diya humne
chahker bhi na chhote wo rista baand liya humne
pyar ki rahoo me unko humsafar bana liya humne
dil mera tijori hua unko jewar sa rakh liya humne
unko mangker khuda se –
lagta hai